Shayari Messages
1. Badal ki tarah jhum k lehra k piyenge saaki tere maikhaane me hum ga k piyenge dekhenge k aata hai kidhar se ghum e duniya saaki tujhe hum saamne bithla k piyenge kaanch chubhe to jakhm reh jata hai dil tute armaan reh jata hai laga to deta hai waqt marham dil par fir bhi umr bhar 1 nishaan reh jata hai2. Sunn sako to kahaani hu main rakh sako to nishaani hu mai pa sako to jindgani hu mai rok na payi sari duniya jise wo ek boond aankhon ka paani hu mai
3. Jindagi ka ajab dastoor hota hai paas chahte hain jise wo door ho jata hai azib hote hain woh log jo tod dete hain har kisi ka dil par jante nahi ki koi koi kaanch kohinoor hota hai
4. Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai
5. Subha ki befikri day kershamon ki her ik sohbat deyker loag tou dou kori bhi na dein per ham nay bari qemat deykar dard khareda thaa so ab ussi ko dil say lagaye bethay hain
6. Dard kitne hai bata nahi sakti zakhm kitne hai dikha nahi sakti ankhon se samjh sako to samjh lo ansoon gire hai kitne gina nahi sakti
7. Dukh chhupay hoay hain hum dono zakham khaay hoay hain hum dono aisa lagta hay phir zamany ko yaad aay hoay hain hum dono
8. Aaj hume apni kismat par gusa hai aaya fir hum ne apne aap ko baith kar samjhaya hai abey kismat ko kosne wale insan kya kbhi kismat se bhi koi jeet hai paya
9. Shikwa bhi nahi lab per taqdeer ke mare hain daman bhi hamara hai aansoo bhi hamare hain
10. Taqdeer ka gham dunya mein sitam har haal mein sehna parta hai shiqwa bhi zuban per late hain khamosh bhi rehna perta hai
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 ... of 30