Hindi Messages
71. Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti72. Ek bandar paid par chada usko dekh kar ek aadmi bhi chad gaya bandar bola tu upar kyu aaya hai aadmi aam khane bandar par ye tho amrud ka paid hai
73. Ek purani haweli main band kamre main dhul sebhari tasvir ke peeche lage jale main fasi makdi ki pucch par baithe machhar ki kasam i miss u yaar
74. Aap jaisa dost hame kuch khas lagte hai maam mein har waqt hum ek aas rakhte hain jaane kab aajaye sms aapka isliye mobile ko hamesha dil ke paas rakhte hain
75. A b c d e f g h i u v w x y z dekha i aur u ke beech mein jo bhee aaya sabko tapka diya
76. Jani wo pyar hi kya jisme judai na ho wo ishq hi kya jis me ladai na ho wo dil hi kya jisme dard na ho aur wo mobile hi kya jisme aap ka sms na ho
77. Log kehte hain ki khuda ne aapko badi fursat mein banaaya hai theek hi kehte hain faltoo kaam fursat mein hi to kiye jaate hain
78. Jija sali ji aapke yahan ki sabse mashhoor cheez kaunsi hai sali jija ji jo mashhoor thi usey to aap le gaye
79. Teri awaz sunne ko jab taras jata hoon to ghisa pita cd player chala leta hoon teri surat ko jab taras jaata hoon to cartoon network laga leta hoon waqt hona chaiye kisi ko yaad karne ke liye bahane to apne aap hi mil jate hain
80. Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai aaj nahin aaya kaha na kabhi kabhi aata hai
... 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 ... of 27