Hindi Messages
141. Mandir mein jaap karta hoon masjid mein adaab karta hoon insaan se kahin bhagwan na ban jaun isliye roz tujhko sms karke paap karta hoon142. Bhagwan se scooter manga car di ghar manga bangla diya dost manga toh tumhey diya bhagwan ne is bar aisa zulm kyoun kiya
143. Kripya dhyan de dhayan dene ke liye dhanyavad ha ha ha
144. Woh bhi kya din the jab log aapko kiss kiya karte the par apki phooti kismat tab aap hugies main hua karte the
145. Bazuomein dum rakhta hun dil mein gum rakhta hun pata tha sms ayega tera isliye disprin sang rakhta hun
146. Chandni chawk ka fawara na hota india gate ka nazara na hota fashion ne agar ladkiyon ko bigada na hota to india ka koi ladka awara na hot
147. Humne tumko dekha tumne humko dekha aise bandar bandariya ak doosre ko dekhte ho jaise
148. Taj mahal kya cheez hai isse badi imaarat banaunga mumtaz to marke dafan hui thee tujhe to main zinda dafnaunga
149. Namaskar agar dharti par ho to sms bhejoaasman me ho to barish bhejo swarg me ho to apsara bhejoaur agar narak me ho to enjoy yourself
150. Ho gayi galti humse click ho gaya mouse duniya ki parwaah chhodo ban jaao meri spouse
... 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 ... of 27